Sunday 20 December 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Paush maas
Shukla paksha
Chaturthi tithi
Ravi vaar (Sunday)
Shrawan nakshatra
Moon in Makar rashi
Bhadra hai 13:38 se 27:01 tak, Shukra pravesh kareinge Dhanu rashi mein aur Mula nakshatra mein 20 ki raat aur 21 ki subah 5:23 pe, Mangal vakri honge 18:51 pe, aur Vinayak chaturthi vrat hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Ketu hain Mithun rashi mein, Mangal hain Karka rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Shukra hain Vrishchik rashi mein, Surya Budh aur Rahu chal rahe hain Dhanu rashi mein, Chandra hain Makar rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandrama pravesh kareinge Kumbh rashi mein 21 Dec ko, chandrama Meena rashi mein pravesh kareinge 23 Dec ko, aur Mesha rashi mein pravesh kareinge 26 Dec ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 25 Dec ko Shri Durga ashtami hai, Shakambhri Navratre prarambh ho rahe hain, aur Christmas ka tyohar hai
Why weekly forecaste is not given rather we liked daily forecaste very much please start it again Dr abhilashseth
ReplyDelete