Sunday 27 December 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Paush maas
Shukla paksha
Dashmi tithi upto 12:09. Then Ekadashi
Ravi vaar (Sunday)
Ashwini nakshatra upto 15:11, then Bharani
Moon in Mesh rashi
Aur Bhadra hai 23:44 se
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Chandra hain Mesh rashi mein, Ketu hain Mithun rashi mein, Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Shukra Surya Rahu aur Vakri Budh hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandrama pravesh kareinge Vrishabh rashi mein 28 Dec ko, chandrama Mithun rashi mein pravesh kareinge 30 Dec ko, aur Chandrama Mesha rashi mein pravesh kareinge 1 Jan ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 28 Dec ko Putrada ekadashi hai, 29 Dec ko Bhaum pradosh vrat hai, 31 Dec ko Shri Shakambhari jayanti hai, Paushi purnima hai, Magh snan arambh ho rahe hain, aur Khandgraas chandra grahan hai, aur 3 January ko Shri Ganesh chaturthi vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.