Sunday 6 December 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Paush maas
Krishna paksha
Panchami tithi upto 22:58, then Shashti
Ravi vaar (Sunday)
Pushya nakshatra upto 16:13, then Ashlesha
Moon in Karka rashi
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Ketu hain Mithun rashi mein, Chandra aur Mangal hain Karka rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Surya aur Shukra hain Vrishchik rashi mein, Budh aur Rahu chal rahe hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandrama Simha rashi mein pravesh kareinge 7 Dec ko, Kanya rashi mein pravesh kareinge 9 Dec ko aur chandrama pravesh kareinge Tula rashi mein 11 Dec ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 8 Dec ko kaalashtmai hai, 11 Dec ko shri parshvnath jayanti hai, aur 12 Dec ko safala ekadashi vrat hai, aur 13 Dec ko pradosh vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.