Sunday 17 January 2010, Hindu Calendar, Panchang
Vikrami Samvat 2066, Shak samvat 1931
Magh maas
Shukla paksha
Dwitiya tithi upto 18:04, then Tritiya
Ravi vaar (Sunday)
Shrawan nakshatra upto 10:01, then Dhanishtha
Moon in Makar rashi, enters Kumbh rashi at 23:35
Aur Panchak hain 23:35 se
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Ketu hain Mithun rashi mein, Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Budh aur Rahu hain Dhanu rashi mein, Surya Shukra aur Chandrama chal rahe hain Makar rashi mein aur Brihaspati chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Chandrama pravesh kareinge Meena rashi mein 20 Jan ko, chandrama Mesh rashi mein pravesh kareinge 22 Jan ko, aur Chandrama Vrishabh rashi mein pravesh kareinge 24 Jan ko
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.