Sunday 3 January 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, Shak samvat 1931
Magh maas
Krishna paksha
Tritiya tithi upto 14:20, then Chaturthi
Ravi vaar (Sunday)
Ashlesha nakshatra upto 22:37, then Magha
Moon in Karka rashi, enters Simha rashi at 22:37
Bhadra hai 14:20 tak, aur Shri Ganesh chaturthi vrat hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Ketu hain Mithun rashi mein, Chandra aur Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Shukra Surya Rahu aur Vakri Budh hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandrama pravesh kareinge Kanya rashi mein 5 Jan ko, chandrama Tula rashi mein pravesh kareinge 7 Jan ko, aur Chandrama Vrishchik rashi mein pravesh kareinge 10 Jan ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 5 Jan ko Guru Goving Singh jayanti hai, 6 Jan ko Shri Ramananda charya jayanti hai, aur Shri Vivekanand jayanti hai, aur 7 Jan ko kaalashtami hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.