Sunday 8 January 2012, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2068, Shak samvat 1933
Paush maas
Shukla paksha
Chaturdashi tithi upto 12:46, then Purnima
Ravi vaar (Sunday)
Ardra nakshatra upto 28:52, then Punarvasu
Moon in Mithun rashi
Bhadra hai 12:46 se 24:57 tak
Is saaptah mein padne wale vrat parva aur tyohar is tarah se hain – 9 Jan ko Magh snan arambh ho rahe hain, Paushi purnima hai, Shri Shakambhari Jayanti hai aur Shakabhari navratre samapt ho rahe hain, 12 Jan ko Shri Ganesh chaturthi hai, sankat haran chaturthi hai, saubhagya sundari vrat hai, aur Shri Vivekanand Jayanti hai, aur 13 Jan ko Punjab mein manaya jane wala Lohri ka tyohar hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.