Sunday 6 September 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Ashwin maas
Krishna paksha
Dwitiya tithi upto 23:24, then Tritiya
Ravi vaar (Sunday)
Uttara Bhadrapad nakshatra
Moon in Meena rashi
Dwitiya ka shraddh hai, aur Vyatipaat mahapaat hai 15:11 se 19:27 tak
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Mangal hain Mithun rashi mein, Ketu aur Shukra hain Karka rashi mein, Surya aur Shani hain Simha rashi mein, Budh hain Kanya rashi mein, aur Rahu aur Vakri Brihaspati hain Makar rashi mein, aur Chandrama chal rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Budh vakri honge 7 September ko, Shani pravesh kareinge Kanya rashi mein 9 September ko, Chandrama pravesh kareinge Mesha rashi mein 7 September ko, Vrish rashi mein 10 September ko, aur chandrama pravesh kareinge Mithun rashi mein 12 September ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 7 September ko Tritiya ka shraddh hai, aur Panchak hai, 8 September ko Chaturthi ka shraddh hai, Swami Shivananda Jayanti hai, aur Shri Ganesh chaturthi vrat hai, 9 September ko Panchami ka shraddh hai, aur Bharani shraddh hai, 10 September ko Shashti ka shraddh hai, 11 September ko Saptami ka shraddh hai, aur Shri Mahalakshmi vrat samapt ho rahe hain, 12 September ko ashtami ka shraddh hai, Kaalashtami hai, aur Shahadate hazrat ali hai
द्वितीय का श्राद्ध है, और व्यतिपात महापात है 15:11 से 19:27 तक
यह सप्ताह शुरू हो रहा है रविवार को इस ग्रह स्तिथि से – मंगल हैं मिथुन राशी में, केतु और शुक्र हैं कर्क राशी में, सूर्य और शनि हैं सिहं राशी में, बुध हैं कन्या राशी में, और रहू और वक्री बृहस्पति हैं मकर राशी में, और चंद्रमा चल रहे हैं मीन राशी में
इस सप्ताह में ग्रहों का गोचर कुछ इस तरह से है – बुध वक्री होंगे 7 सितम्बर को, शनि प्रवेश करेंगे कन्या राशी में 9 सितम्बर को, चंद्रमा प्रवेश करेंगे मेष राशी में 7 सितम्बर को, Vrish राशी में 10 सितम्बर को, और चंद्रमा प्रवेश करेंगे मिथुन राशी में 12 सितम्बर को
इस सप्ताह में पड़ने वाले व्रत पर्व और त्यौहार हैं – 7 सितम्बर को तृतीय का श्राद्ध है, और पंचक है, 8 सितम्बर को चतुर्थी का श्राद्ध है, स्वामी शिवानान्दा जयंती है, और श्री गणेश चतुर्थी व्रत है, 9 सितम्बर को पंचमी का श्राद्ध है, और भरणी श्राद्ध है, 10 सितम्बर को षष्टि का श्राद्ध है, 11 सितम्बर को सप्तमी का श्राद्ध है, और श्री महालक्ष्मी व्रत समाप्त हो रहे हैं, 12 सितम्बर को अष्टमी का श्राद्ध है, कालाष्टमी है, और शहादते हज़रात अली है
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.