Sunday 29 November 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Margasheersh maas
Shukla paksha
Dwadashi tithi upto 18:38, then Tryodashi
Ravi vaar (Sunday)
Ashwini nakshatra
Moon in Mesha rashi
Shukra pravesh kareinge Anuradha nakshatra mein 24:37 pe, aur Pradosh vrat hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Chandra hain Mesh rashi mein, Ketu hain Mithun rashi mein, Mangal hain Karka rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Shukra Surya aur Budh hain Vrishchik rashi mein, Rahu chal rahe hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Budh paschim mein uday honge 30 Nov ko, Budh pravesh kareinge Dhanu rashi mein aur Mula nakshatra mein 1 Dec ko, Chandrama Vrishabh rashi mein pravesh kareinge 1 Dec ko, Mithun rashi mein pravesh kareinge 3 Dec ko aur chandrama pravesh kareinge Karka rashi mein 5 Dec ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 1 Dec ko shri data treya jayanti hai, aur Pishach mochini chaturdashi jhai, 2 Dec ko shri shodisi jayanti hai aur shri Annapurna jayanti hai, aur 5 Dec ko shri ganesh chaturthi vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.