Sunday 8 November 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Margasheersh maas
Krishna paksha
Shashti tithi upto 12:29, then Saptami
Ravi vaar (Sunday)
Punarvasu nakshatra upto 11:29 then Pushya
Moon in Karka rashi
Bhadra 12:29 se 23:27 tak, aur Shukra pravesh kareinge Swati nakshatra mein 18:38 pe,
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu aur Chandra hain Mithun rashi mein, Mangal hain Karka rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Shukra Surya aur Budh hain Tula rashi mein, Rahu chal rahe hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Budh pravesh kareinge Vrishchik rashi mein 12 Nov ko, Chandra pravesh kareinge Simha rashi mein 10 Nov ko, Kanya rashi mein 12 Nov ko, aur Tula rashi mein 14 Nov ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 9 Nov ko Shri Kaal Bhairavi Ashtami hai, 11 Nov ko Shri Mahaveer Deeksha divas hai, 12 Nov ko Uttpattika ekadashi vrat hai smart vaishnavon ka, 13 Nov ko Uttpattika ekadashi vrat hai Nimbarkon ka, aur 14 Nov ko Shani pradosh vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.