Consult Jyotishguru Deepak Kapoor

Personal appointments

with

Jyotishguru Deepak Kapoor

at Gurgaon

Call 9868463900

Sunday, August 30, 2009

Sunday 30 August 2009, Hindu Calendar, Panchang

Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Bhadon maas
Shukla paksha
Dashmi tithi upto 10:20, then Ekadashi tithi
Ravi vaar (Sunday)
Mula nakshatra upto 11:05, then Purva Ashadha nakshatra

Moon in Dhanu rashi
Bhadra hai 23:38 se, Surya pravesh kareinge Purva Phalguni nakshatra mein 19:22 pe,


Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Mangal hain Mithun rashi mein, Ketu aur Shukra hain Karka rashi mein, Surya aur Shani hain Simha rashi mein, Budh hain Kanya rashi mein, aur Rahu aur Vakri Brihaspati hain Makar rashi mein,

Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Chandrama pravesh kareinge Makar rashi mein 31 August ko, Kumbh rashi mein 3 September ko, aur chandrama pravesh kareinge Meena rashi mein 5 August ko

Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 31 August ko Padma Ekadashi vrat hai, aur Phooldol mahotsav hai, 1 September ko Bhaum pradosh vrat hai, Vaman dwadashi hai, aur shri Bhuvneshwari jayanti hai, 2 Septmeber ko Acharya Bhikshu nirvan divas hai, 3 September ko Anant chaturdashi hai, 4 September ko praushthpadi purnima ka shraddh hai Mahalya arambh ho raha hai, Sanyasion ka chaturmaas samapt ho raha hai, aur 5 September ko pratipada ka shraddh hai


भद्रा है 23:38 से, सूर्य प्रवेश करेंगे पूर्व फाल्गुनी नक्षत्र में 19:22 पे,


यह सप्ताह शुरू हो रहा है रविवार को इस ग्रह स्तिथि से – मंगल हैं मिथुन राशी में, केतु और शुक्र हैं कर्क राशी में, सूर्य और शनि हैं सिहं राशी में, बुध हैं कन्या राशी में, और राहु और वक्री बृहस्पति हैं मकर राशी में,

इस सप्ताह में ग्रहों का गोचर कुछ इस तरह से है – चंद्रमा प्रवेश करेंगे मकर राशी में 31 अगस्त को, कुम्भ राशी में 3 सितम्बर को, और चंद्रमा प्रवेश करेंगे मीन राशी में 5 सितम्बर को

इस सप्ताह में पड़ने वाले व्रत पर्व और त्यौहार हैं – 31 अगस्त को पद्मा एकादशी व्रत है, और फूलडोल महोत्सव है, 1 सितम्बर को भौम प्रदोष व्रत है, वामन द्वादशी है, और श्री भुवनेश्वरी जयंती है, 2 सितम्बर को आचार्य भिक्षु निर्वाण दिवस है, 3 सितम्बर को अनंत चतुर्दशी है, 4 सितम्बर को प्रौष्ठपदी पूर्णिमा का श्राद्ध है महालय आरंभ हो रहा है, सन्यासिओं का चातुर्मास समाप्त हो रहा है, और 5 सितम्बर को प्रतिपदा का श्राद्ध है

No comments:

Post a Comment

Please do not post any message with links. It will not be approved.