Sunday 21 August 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2068, Shak samvat 1933
Bhadrapad maas
Krishna paksha
Saptami tithi upto 14:25, then Ashtami
Ravi vaar (Sunday)
Bharani nakshatra upto 11:51, then Krittika
Moon in Mesha rashi, enters Vrishabh rashi at18:30
Shri Krishna Janmashtami vrat hai samarton ka, Shri Adhya kali Jayanti hai, aur Sheetla saptami hai
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 22 August ko Shri Krishna Janmashtami vrat hai Vaishnavon ka, Gokulashtami hai, Nand mahotsav hai, aur Durva ashtami hai, 23 August ko Sharad ritu ka prarambh ho raha hai aur Gugga navami hai, 25 August ko Jaya ekadashi hai aur paryushan parva arambh ho raha hai, 26 August ko pradosh vrat hai, jeevantika pujan hai, Dhenu puja hai, 27 August ko Aghora dakini chaturdashi hai, aur Kailash yatra hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.