Sunday 1 November 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Kartik maas
Shukla paksha
Chaturdashi tithi
Ravi vaar (Sunday)
Revati nakshatra upto 19:31 then Ashwini
Moon in Meena rashi, enters Mesh rashi at 19:31
Bhadra hai 25:52 se, Vaikunth chaturdashi hai, vidyapati jayanti hai, Panchak hain 19:31 tak, aur Mahapaat hai 19:57 se 25:29 tak,
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu aur Mangal hain Karka rashi mein, Shani aur Shukra hain Kanya rashi mein, Budh aur Surya hain Tula rashi mein, Rahu aur Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein, aur Chandrama chal rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Shukra pravesh kareinge Tula rashi mein 3 Nov ko, Chandra pravesh kareinge Vrishabh rashi mein 3 Nov ko, Mithun rashi mein 5 Nov ki raat ko, aur Kanya rashi mein 7 Nov ki raat ko Oct ko, aur Mesh rashi mein 1 Nov ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 2 Nov ko Satya vrat hai, Bheesham panchak vrat samapt ho rehe hain, Nimbarka charya jayanti hai, Kartik purnima hai, Shir Guru nanak jayanti hai, Kartik snan samapt ho rahe hain, Mela pushkar raj hai, aur Garhganga ka mela hai, Renuka teerth hai, Tripur utsav hai, Tulsi vivah samapt ho rahe hain aur ashtanhik vrat samapt ho rahe hain, aur 5 Nov ko Shri Ganesh chaturthi vrat hai, aur saubhagya sundari tritiya hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.