Sunday 11 October 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Kartik maas
Krishna paksha
Ashtami tithi
Ravi vaar (Sunday)
Ardra nakshatra upto 7:17, then Punarvasu nakshatra
Moon in Mithun rashi
Mangal pravesh kareinge Pushya nakshatra mein 15:52 pe, Ahoi ashtami hai, aur kaal ashtami hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Chandrama hain Mithun rashi mein, Ketu aur Mangal hain Karka rashi mein, Shukra Shani Budh aur Surya hain Kanya rashi mein, aur Rahu aur Vakri Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Guru margi honge 13 Oct ko, Surya pravesh kareinge Tula rashi mein 17 Oct ko, Chandra pravesh kareinge Simha rashi mein 13 Oct ko, Kanya rashi mein 16 Oct ko, aur Tula rashi mein 18 Oct ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 14 Oct ko Rama ekadashi vrat hai, 15 October ko Pradosh vrat hai aur Yam preetyarth deep daan hai, 16 October ko Shri Hanumaan Jayanti hai, Dhanteras hai, Shir Dhanvantri Jayanti hai, 17 October ko narak chaturdashi hai, Deepavli hai, Shri Mahalakshmi pujan hai, aur Shri kamla jayanti hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.