Sunday 4 October 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Ashwin maas
Shukla paksha
Purnima upto 11:39, then Kartik maas Krishna paksha Pratipada tithi
Ravi vaar (Sunday)
Uttara Bhadrapad nakshatra upto 10:44, then Revati nakshatra
Moon in Meena rashi
Budh pravesh kareinge Kanya rashi mein 4 ki raat or 5 ki subah 27:45 pe, Maharishi Valmiki Jayanti hai, Kartik snan prarambh ho rahe hain, aur Jain sampradaya ki Oli smapt ho rahi hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Mangal hain Mithun rashi mein, Ketu hain Karka rashi mein, Shukra aur Budh hain Simha rashi mein, Shani aur Surya hain Kanya rashi mein, Rahu aur Vakri Brihaspati hain Makar rashi mei, aur Chandra chal rahe hain Meena rashi mein,
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Mangal pravesh kareinge Karka rashi mein 5 October ko, Shukra pravesh kareinge Kanya rashi mein 10 October ko, Chandra pravesh kareinge Mesh rashi mein 5 October ko, Vrishabh rashi mein 7 october ko, aur Mithin rashi mein 9 october ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 5 Oct ko ashoonya shayan dwitiya hai, aur Panchak hain 11:11 tak, 7 Oct ko karva chauth hai aur karka chaturthi hai, aur shri Ganesh chaturthi vrat hai, aur 11 Oct ko ahoi ashtami hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.