Sunday 25 October 2009, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Kartik maas
Shukla paksha
Saptami tithi upto 16:51, then Ashtami
Ravi vaar (Sunday)
Uttara Ashadha nakshatra
Moon in Dhanu rashi, enters Makar rashi at 12:23
Bhadra hai 16:51 se 26 ki subah 6:12 tak, aur jain sampradaya ke ashtanhik vrat prarambh ho rahe hain
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu aur Mangal hain Karka rashi mein, Shani aur Shukra hain Kanya rashi mein, Budh aur Surya hain Tula rashi mein, Chandrama chal rahe hain Dhanu rashi mein, aur Rahu aur Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Chandra pravesh kareinge Kumbh rashi mein 27 Oct ko, Meena rashi mein 30 Oct ko, aur Mesh rashi mein 1 Nov ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 26 Oct ko Gopashtami hai, 27 Oct ko Akshay navami hai aur Kooshmand navami hai, 29 Oct ko Haribodhini ekadashi vrat hai, aur Bheesham panchak vrat arambh ho rahe hain, 30 Oct ko Chaturmaas samapt ho rahe hain, Tulsi vivah arambh ho rahe hain, aur 31 Oct ko Shani pradosh vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.