Consult Jyotishguru Deepak Kapoor

Personal appointments

with

Jyotishguru Deepak Kapoor

at Gurgaon

Call 9868463900

Sunday, October 18, 2009

Sunday 18 October 2009, Hindu Calendar, Panchang

Shri Vikrami samvat 2066, aur Shak samvat 1931
Kartik maas
Krishna paksha
Amavasya upto 11:02 then Kartik maas shukla paksha Pratipada
Ravi vaar (Sunday)
Chitra nakshatra upto 21:02, then Swati


Moon in Kanya rashi, enters Tula rashi at 9:19


Shukra pravesh kareinge Hasta nakshatra mein 9:34 pe, Amavasya punya hai, Annkuta hai, Govardhan puja hai, Shri Mahaveer nirvana divas hai, aur Bali puja hai


Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu aur Mangal hain Karka rashi mein, Shani Shukra Budh aur Chandra hain Kanya rashi mein, Surya hain Tula rashi mein, aur Rahu aur Brihaspati chal rahe hain Makar rashi mein


Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Budh pravesh kareinge Tula rashi mein 24 Oct ko, Chandra pravesh kareinge Vrishchik rashi mein 20 Oct ko, Dhanu rashi mein 22 Oct ko, aur Makar rashi mein 25 Oct ko


Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 19 Oct ko Bhayiya dooj hai aur Chitragupt puja hai, 20 Oct ko Vishvkarma puja hai, 21 Oct ko Vinayak chaturthi vrat hai, 23 Oct ko Surya sayan Vrishchik mein pravesh kareinge atah Hemant ritu ko prarambh hoga, Shri Gyan Panchami hai,Pandav panchami hai aur saubhagya panchami hai, aur 24 Oct ko Surya shashti hai,

No comments:

Post a Comment

Please do not post any message with links. It will not be approved.