Sunday 2 October 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2068, Shak samvat 1933
Ashvin maas
Shukla paksha
Shashti tithi upto 22:10, then Saptami
Ravi vaar (Sunday)
Jyeshtha nakshatra
Moon in Vrishchik rashi, enters Dhanu rashi at 27:12
Mahatma Gandhi jayanti hai, Kaal ratri saptami hai, aur Shukra paschim mein uday honge 13:22 pe
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 3 Oct ko Saraswati ahwahan hai, 4 Oct ko Shri Durga Mahashtami hai, Saraswati pujan hai, 5 Oct ko Maha navami hai aur Navratre samapt ho rahe hain, 6 Oct ko Vijaydashmi hai, aur Saraswati visarjan hai, aur 7 Oct ko Papankusha ekadashi hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.