Sunday 9 October 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2068, Shak samvat 1933
Ashvin maas
Shukla paksha
Tryodashi tithi upto 26:52, then Chaturdashi
Ravi vaar (Sunday)
Shatbhisha nakshatra upto 8:04, then Purva Bhadrapad
Moon in Kumbh rashi
Budh pravesh kareinge Tula rashi mein 23:32 pe, Shukra pravesh kareinge Swati nakshatra mein 24:41 pe, aur Pradosh vrat hai
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 11 Oct ko Kojagar purnima hai, Sharad purnima hai, Kartik snan prarambh ho rahe hain aur Balmiki jayanti hai, 13 Oct ko Ashoonya shayan vrat hain, aur 15 Oct ko Shri Ganesh Chaturthi hai, aur Karva chauth hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.