Sunday 13 February 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Magh maas
Shukla paksha
Dashmi tithi upto 25:59, then Ekadashi
Ravi vaar (Sunday)
Rohini nakshatra upto 12:25, then Mrigshira
Moon in Vrishabh rashi, enters Mithun rashi at 24:34
Surya pravesh kareinge Kumbh rashi mein 7:43 pe, atah Sankranti ka punya kaal hai 14:07 tak
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 14 Feb ko Jaya ekadashi vrat hai smart vaishnavon ka, 15 Feb ko Jaya ekadashi vrat hai nimbarkon ka, Bheesham dwadashi hai, 16 Feb ko pradosh vrat hai, aur Jaisalmer mein manaya jane wala Marudhara utsav hai, 17 Feb ko Punjab mein manaya jane wala Mela Jayanti devi hai, 18 Feb ko Magh snan samapt ho rahe hain, Shri Guru Ravi Das Jayanti hai, Shri Lalita Jayanti hai, aur Vasant ritu ka prarambh ho raha hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.