Sunday 11 September 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2068, Shak samvat 1933
Bhadrapad maas
Shukla paksha
Chaturdashi tithi 13:09, then Purnima
Ravi vaar (Sunday)
Shatbhisha nakshatra upto 28:30, then Purva Bhadrapad
Moon in Kumbh rashi
Bhadra hai 13:09 se 26:00 tak, Anant chaturdashi hai,, Praushthpadi shradh hai, aur Purnima ka shradh hai
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 12 Sep ko Sanyasion ka chaturmaas samapt ho raha hai, 13 Sep ko Pitrapaksh prarambh ho raha hai aur Pratipada ka shradh hai, 14 Sep ko Ashoonya shayan vrat hai aur Dwitiya ka shradh hai, 15 Sep ko Tritiya ka shradh hai, 16 Sep ko Ganesh chaturthi hai, aur chaturthi ka shradh hai, aur 17 Sep ko sankranti hai, panchami ka shradh hai aur Bharani ka shradh hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.