Sunday 4 September 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2068, Shak samvat 1933
Bhadrapad maas
Shukla paksha
Saptami tithi 11:52, then Ashtami
Ravi vaar (Sunday)
Anuradha nakshatra upto 21:06, then Jyeshtha
Moon in Vrishchik rashi
Bhadra hai 11:52 se 23:09 tak, Budh pravesh kareinge Simha rashi mein aur Magha nakshatra mein 26:23 pe, Shri Radha ashtami hai, aur Shri Mahalakshmi vrat arambh ho rahe hain
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 6 Sep ko a:dukh navami hai, Shri Chandra navami hai, 8 Sep ko Padma ekadashi hai, Vaman Jayanti hai, Phooldol mahotsav hai, aur jaljhooolni mela hai, 9 Sep ko pradosh vrat hai, Shrawan dwadashi hai, Dadhi bhakshan vrat samapt ho rahe hain aur Shri Bhuvneshvari jayanti hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.