Sunday 19 September 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Bhadrapad maas
Shukla paksha
Dwadashi tithi
Ravi vaar (Sunday)
Shrawan nakshatra upto 24:04, then Dhanishta
Moon in Makar rashi
Padma ekadashi vrat hai Nimbarkon ka, Shri Vaman Jayanti hai, aur Shrawan dwadashi vrat hai
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 20 Sep ko panchak arambh ho rahe hain, Som pradosh vrat hai, aur Shri Bhuvneshwari Jayanti hai, 21 Sep ko Acharya Bhikshu Nirvan divas hai, 22 Sep ko Purnima ka shradh hai, Praushtpadi shradh hai aur Anant chaturdashi hai, 23 Sep ko Sanyasion ka chaturmaas samapt ho raha hai, 24 Sep ko Pitra paksh arambh ho raha hai aur Pratipada ka shradh hai, 25 Sep ko Panchak samapt ho rahe hain aur Dwitiya ka shradh hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.