Sunday 14 February 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2066, Shak samvat 1931
Falgun maas
Krishna paksha
Amavasya upto 8:21, then Falgun maas Shukla paksha Pratipada tithi
Ravi vaar (Sunday)
Dhanishtha nakshatra upto 19:14, then Shatbhisha
Moon in Kumbh rashi
Amavasya punya hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu hain Mithun rashi mein, Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, Budh aur Chandra chal rahe hain Makar rashi mein, aur Surya Shukra aur Brihaspati chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Surya sayan Meena mein pravesh kareinge 18 Feb ko, atah Vasant ritu ka prarambh hoga, Chandra pravesh kareinge Meena rashi mein 16 Feb ko, aur Mesha rashimein 18 Feb ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 16 Feb ko Shri RamaKrishna paramhans Jayanti hai, aur 18 Feb ko Vinayak chaturthi vrat hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.