Sunday 28 February 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2066, Shak samvat 1931
Falgun maas
Shukla paksha
Purnima upto 22:07 then Chaitra maas Krishna paksha Pratipada tithi
Ravi vaar (Sunday)
Magha nakshatra upto 17:56, then Purva Phalguni
Moon in Simha rashi
Bhadra hai 11:58 tak, Holika dahan hai 18:16 ke baad, Shri Chaitanya mahaprabhu jayanti hai, Holashtak samapt ho rajhe hain, Mahapaat hai 9:51 tak, aur Jain sampradaya ke ashtanhika vrat samapt ho rahe hain
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu hain Mithun rashi mein, Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Chandrama hain Simha rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, aur Budh Surya Brihspati aur Shukra chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Shukra pravesh kareinge Meena rashi mein 2 March ko, Chandra pravesh kareinge Kanya rashi mein 1 March ko, Tula rashi mein 3 March ko, aur chandrama pravesh kareinge Vrishchik rashi mein 5 March ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – Holi hai 1 March ko, aur 3 March ko Shri Ganesh chaturthi vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.