Sunday 21 February 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2066, Shak samvat 1931
Falgun maas
Shukla paksha
Saptami tithi upto 18:26, then Ashtami
Ravi vaar (Sunday)
Bharani nakshatra upto 7:13, then Krittika
Moon in Mesha rashi, enters Vrishabh rashi at 23:21
Bhadra hai 18:26 se 22 tarikh ki subah 6:12 tak, Budh pravesh kareinge Dhanishtha nakshatra mein raat 3:25 pe, aur Jain sampradaya ke Ashtanhika vrat prarambh ho rahe hain
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Chandrama hain Mesha rashi mein, Ketu hain Mithun rashi mein, Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, Budh chal rahe hain Makar rashi mein, aur Surya Brihspati aur Shukra chal rahe hain Kumbh rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Budh pravesh kareinge Kumbh rashi mein 25 Feb ko, Chandra pravesh kareinge Mithun rashi mein 23 Feb ko, Karka rashi mein 25 Feb ko, aur chandrama pravesh kareinge Simha rashi mein 27 Feb ko
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.