Sunday 6 June 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Jyeshth maas
Krishna paksha
Navami tithi upto 18:41, then Dashmi
Ravi vaar (Sunday)
Purva Bhadrapad nakshatra upto 6:03, then Uttara Bhadrapad
Moon in Meena rashi, aur Budh pravesh kareinge Vrishabh rashi mein 17:03 pe
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Budh hain Mesha rashi mein, Surya hain Vrishabh rashi mein, Ketu aur Shukra hain Mithun rashi mein, Mangal hain Simha rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, aur Chandra aur Brihaspati chal rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Shukra pravesh kareinge Karka rashi mein 9 May ko, Chandrama pravesh kareinge Mesha rashi mein 8 June ko, Chandra Vrishabh rashi mein pravesh kareinge 10 June ko, aur Chandrama pravesh kareinge Mithun rashi mein 12 June ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 8 June ko Apra bhadrakali ekadashi hai, 10 June ko Pradosh vrat hai, aur 12 June ko Vat savitri amavasya hai, aur Bhavuk amavasya hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.