Sunday 7 March 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2066, Shak samvat 1931
Chaitra maas
Krishna paksha
Saptami tithi upto 8:41, then Ashtami
Ravi vaar (Sunday)
Anuradha nakshatra upto 9:08, then Jyeshtha
Moon in Vrishchik rashi
Kaalashtami hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Ketu hain Mithun rashi mein, Vakri Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Chandrama hain Vrishchik rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, Budh Brihaspati aur Surya chal rahe hain Kumbh rashi mein, aur Shukra hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Mangal margi honge 10 March ko, surya Meena rashimein pravesh kareinge 14 March ko, Chandra pravesh kareinge Dhanu rashi mein 8 March ko, Makar rashi mein 10 March ko, aur chandrama pravesh kareinge Kumbh rashi mein 13 March ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 8 March ko sheetla ashtami hai, 11 March ko Paap Mochini Ekadashi hai, aur 13 March ko Shani pradosh vrat hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.