Thursday 18 March 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Chaitra maas
Shukla paksha
Tritiya tithi
Brihaspati vaar (Thursday)
Revati nakshatra upto 10:33, then Ashwini nakshatra
Moon in Meena rashi, enters Mesha rashi at 10:33
Panchak hain 10:33 tak, Surya pravesh kaeinge Uttara Bhadrapad Nakshatra mein 6:47 pe, Brihaspati pravesh kareinge Purva Bhadrapad nakshatra mein 10:13 pe, Matsya Jayanti hai, Gauri Tritiya hai, Rajasthan mein manaya jane wala Gangaur ka tyohar hai, isme kanwari ladkiyan ache pati ki prapti ke liye aur shadi shuda mahilayen pati ki deergh ayu ke liye aur dampatya sukh ko banaye rakhne ke liye vrat rakhti hain aur puja karti hain, Gangaur shabd bana hai gan aur gaur se, gana prayavachi hai bhagwan shiva ka aur Gaur Gauri ka ya parvati ji ka
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.