Sunday 4 April 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Vaishakh maas
Krishna paksha
Shashti tithi upto 24:36, then Saptami
Ravi vaar (Sunday)
Jyeshtha nakshatra upto 19:02, then Mula
Moon in Vrishchik rashi, enters Dhanu rashi at 19:02
Bhadra hai 24:36 se, aur Easter Sunday hai
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Budh aur Shukra hain Mesha rashi mein, Ketu hain Mithun rashi mein, Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Chandrama hain Vrishchik rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, Brihaspati chal rahe hain Kumbh rashi mein, aur Surya hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandra pravesh kareinge Makar rashi mein 7 April ko, aur Chandrama pravesh kareinge Kumbh rashi mein 9 April ko,
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 6 April ko Kaalashtami hai, aur 10 April ko Varuthini ekadashi hai aur Shri Vallabhacharya Jayanti hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.