Consult Jyotishguru Deepak Kapoor

Personal appointments

with

Jyotishguru Deepak Kapoor

at Gurgaon

Call 9868463900

Saturday, August 7, 2010

Sunday 8 August 2010, Hindu Calendar, Panchang

Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Shrawan maas
Krishna paksha
Tryodashi tithi upto 15:32, then Chaturdashi
Ravi vaar (Sunday)
Punarvasu nakshatra upto 24:35. Then Pushya
Moon in Mithun rashi, enters Karka rashi at 19:11
aur Bhadra hai 15:32 se 25:56 tak,


Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Ketu aur Chandrama hain Mithun rashi mein, Surya hain Karka rashi mein, Budh chal rahe hain Simha rashi mein, Shukra Shani aur Mangal hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, aur Vakri Brihaspati chal rahe hain Meena rashi mein


Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Chandrama pravesh kareinge Simha rashi mein 10 August ko, Chandrama Kanya rashi mein pravesh kareinge 12 August ko, aur Chandrama pravesh kareinge Tula rashi mein 14 August ko


Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 10 August ko Haryali Amavasya hai aur Bhaumvati amavasya hai, 12 August ko Sukrit tritiya hai Hariyali madhushrava tritiya hai aur Sindhara teej hai, 13 August ko Vinayak chaturthi hai, 14 August ko Shri Naag panchami hai aur Kalki Jayanti hai

No comments:

Post a Comment

Please do not post any message with links. It will not be approved.