Sunday 3 October 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Ashwin maas
Krishna paksha
Dashmi tithi upto 16:56, then Ekadashi
Ravi vaar (Sunday)
Pushya nakshatra upto 17:49, then Ashlesha
Moon in Karka rashi
aur Dashmi ka shradh hai
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 4 Oct ko Indira ekadashi vrat hai, Ekadashi ka shradh hai, Dwadashi ka shradh hai, Sanyasion ka shradh hai, 5 Oct ko Pradosh vrat hai, Tryodashi ka shradh hai, 6 Oct ko Jal-Vish-Agni-adi se mritkon ka shradh hai, 7 Oct ko sarva pitra amavasya hai, Agyat mrityu tithi evam Chatudashi mrityu tithi valon ka shradh hai, aur Gaj chhaya parva hai, 8 oct ko matamahe-matamahi shradh hai, Shardiye navratre arambh ho rahe hain, Ghatsthapan hai madhyanh mein, aur Agrasein jayanta hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.