Sunday 31 October 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Kartik maas
Krishna paksha
Navami tithi
Ravi vaar (Sunday)
Ashleshaa nakshatra upto 23:17, then Magha
Moon in Karka rashi, enters Simha rashi at 23:17
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 2 Nov ko Rama ekadashi vrat hai smart vaishnavon ka, 3 Nov ko Rama ekadashi vrat hai Nimbarkon ka, Pradosh vrat hai, Yam preetyarth deepdan hai, aur Govats dwadashi hai, 4 Nov ko Dhanteras hai, Narak chaturdashi hai, Shri Hanuman Jayanti hai, 5 Nov ko Shri Mahalakshmi pujan hai, Deepavali hai, Shri Kamla Jayanti hai, aur Roop Chaturdashi hai, 6 Nov ko Shanashchari amavasya hai, Annakuta hai, Govardhan puja hai, aur Shri Mahaveer Nirvan divas hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.