Sunday 2 May 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Vaishakh adhik maas
Krishna paksha
Chaturthi tithi upto 15:17, then Panchami
Ravi vaar (Sunday)
Mula nakshatra
Moon in Dhanu rashi
Brihaspati pravesh kareinge Meena rashi mein 8:07 pe
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Vakri Budh aur Surya hain Mesha rashi mein, Shukra hain Vrishabh rashi mein, Ketu hain Mithun rashi mein, Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Chandra aur Rahu hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati pravesh kar rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandrama pravesh kareinge Makar rashi mein 4 May ko, Chandra Kumbh rashi mein pravesh kareinge 6 May ko, aur Chandrama pravesh kareinge Meena rashi mein 9 May ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 6 May ko Kaalashtami hai, aur 9 May ko Kamla ekadashi hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.