Sunday 30 May 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Jyeshth maas
Krishna paksha
Tritiya tithi
Ravi vaar (Sunday)
Mula nakshatra upto 14:15, then Purva Ashadha
Moon in Dhanu rashi
Bhadra hai 17:24 se, Shani margi honge 24:37 pe, aur Shri Maa Anand Mayee Jayanti
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Budh hain Mesha rashi mein, Surya hain Vrishabh rashi mein, Shukra aur Ketu hain Mithun rashi mein, Mangal hain Simha rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Chandra aur Rahu hain Dhanu rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Chandrama pravesh kareinge Makar rashi mein 31 May ko, Chandra Kumbh rashi mein pravesh kareinge 3 June ko, aur Chandrama pravesh kareinge Meena rashi mein 5 June ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 31 May ko Shri Ganesh chaturthi hai, Panchak hain 3 June se, aur 4 June ko Kaalashtami hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.