Sunday 9 May 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Vaishakh adhik maas
Krishna paksha
Ekadashi tithi
Ravi vaar (Sunday)
Purva Bhadrapad nakshatra upto 21:45, then Uttara Bhadrapad
Moon in Kumbh rashi, enters Meena rashi at 15:10
Kamla ekadashi vrat hai smarton ka, aur Shukra pravesh kareinge Mrigshira nakshatra mein 17:54 pe
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se – Vakri Budh aur Surya hain Mesha rashi mein, Shukra hain Vrishabh rashi mein, Ketu hain Mithun rashi mein, Mangal hain Karka rashi mein, Vakri Shani hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, Chandrama hain Kumbh rashi mein, aur Brihaspati chal rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai –Budh margi honge 11 May, Surya pravesh kareinge Vrishabh rashi mein 14 May ko, Shukra pravesh kareinge Mithun rashi mein 15 May ko, Chandrama pravesh kareinge Mesh rashi mein 11 May ko, Chandra Vrishabh rashi mein pravesh kareinge 14 May ko, aur Chandrama pravesh kareinge Mithun rashi mein 16 May ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 10 May ko Kamla ekadashi vrat hai Vaishnavon ka, 11 May ko Bhaum pradosh vrat hai, 14 May ko Pushottam maas samapt ho raha hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.