Sunday 7 November 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Kartik maas
Shukla paksha
Pratipada tithi upto 8:06, then Dwitiya
Ravi vaar (Sunday)
Vishakha nakshatra upto 9:24, then Anuradha
Moon in Vrishchik rashi
Bhayia dooj hai, Yama dwitiya hai, Chitragupt puja hai, Budh pravesh kareinge Anuradha nakshatra mein 10:55 pe, Shukra ka balatvya kaal samapt ho raha hai 20:00 pe
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 8 Nov ko Shri Vishwakarma puja hai, 9 Nov ko Vinayak chaturthi vrat hai aur Durva chaturthi hai, 10Nov ko Shri Gyan panchami hai aur Labh panchami hai, 11 Nov ko Surya Shashthi hai, aur 13 Nov ko ashthanika vrat arambh ho rahe hain
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.