Sunday 30 January 2011, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Magh maas
Krishna paksha
Dwadashi tithi
Ravi vaar (Sunday)
Jyeshtha nakshatra upto 8:22, then Mula
Moon in Vrishchik rashi, enters Dhanu rashi at 8:22
Shattila ekadashi vrat hai Nimbarkon ka, Budh pravesh kareinge Makar rashi mein 29:53 pe, aur Mahatma Gandhi ki punya tithi hai
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 31 Jan ko Som pradosh vrat hai aur Meru Tryodashi hai, 1 Feb ko Tara ratri chaturdashi hai, aur 2 Feb ko Mauni amavasya hai,
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.