Sunday 1 August 2010, Hindu Calendar, Panchang
Shri Vikrami Samvat 2067, Shak samvat 1932
Shrawan maas
Krishna paksha
Shashti tithi upto 20:36, then Saptami
Ravi vaar (Sunday)
Revati nakshatra upto 26:00, then Ashwani nakshatra
Moon in Meena rashi, enters Mesh rashi at 26:00
Bhadra hai 20:36 se, Panchak samapt ho rahe hain 26:00, aur Shukra pravesh kareinge Kanya rashi mein 15:48 pe
Yeh saptah shuru ho raha hai ravivaar ko is graha stithi se –Ketu hain Mithun rashi mein, Surya hain karka rashi mein, Budh aur Shukra chal rahe hain Simha rashi mein, Shani hain Kanya rashi mein, Rahu hain Dhanu rashi mein, aur Vakri Brihaspati aur Chandrama chal rahe hain Meena rashi mein
Is saptah mein grahon ka gochar kuch is tarah se hai – Chandrama pravesh kareinge Vrishabh rashi mein 4 August ko, Chandrama Mithun rashi mein pravesh kareinge 6 August ko, aur Chandrama pravesh kareinge Karka rashi mein 8 August ko
Is saptah mein padne wale vrat parva aur tyohar hain – 3 August ko Kaalashtami hai, 6 August ko Kamika ekadashi hai, aur 7 August ko Shani Pradosh vrat hai
No comments:
Post a Comment
Please do not post any message with links. It will not be approved.